Tuesday 17 January 2017

Gmail account kaise banaye hindi me padhe....

Film Fun Studio™

   
Gmail account kaise banaye niche hindi me padhe
Hi,friends aaj mai apke liye laya hu ek aasan tarika hindi me jisse aap v asani se is post ko padh ke Gmail Account bna skte hai.......to dosto aaj ki duniya apko pta hi hai ki kitna fast ho gya hai...sab log yahi chahte hai ki mai v phone se hi ticket-booking,online shopping jaise kaam khud phone se kare to dosto apka soch bilkul sahi hai.......aap aisa kar sakte hai...to dosto sabse pahle gmail account chahiye to iske liye mai batane ja rha hu ki Gmail Account kaise banaye...hindi me niche step by step diya hua hai usse follow kar aap aasani se jan skte hai or agar apko Gmail Account banane me koi padesani aaye to aap niche comment me apna problem likh skte hai.......

Gmail account banane k liye niche wale  step follow kare

 Step 1 : Google.com par jaye.

 Step 2 : google search engine me"google signup" type kare.

Step 3 : "Create your google account" par click kare. uske bad ek aisa page khulega..

Step 4: pahle apna name enter kare phir uske bad user name yani "name@gmail.com" dale agar apke is name se koi or id ban chuka hoga to apko name k bad 123 lagade..

Step 5 : password dale jisse aapko account login k time enter karna hoga to isme password 8 character me dale ex-12345678

Step 6 : apna Birthday,Gender(male ya female) dale

Step 7 : ab email ko av aap chhod de or phone no dale jo apke pas ho...uske bad country select kar k continue kare

Step 8 : ab verify ke liye code enter krna hoga jo apne waha number type kiye the us phone par sms k dwara 4-6 digit ka code gya hoga use enter kare....ab apka Gmail Account ban gya....

'to dosto is post se aap Gmail Account banana sikh hi gye honge....to dosto aise hi bahot sa post share karne wale hai use padhne k liye niche subscribe jarur kare''

              
"Is post ko padhne k liye dhanyabad friends ,,



Monday 16 January 2017

Film Fun Studio™

Kisi v IT problems ka solution or naye kalakar se related jankari hindi me paye...


Hi, friends is blog ka ye mera pahla post hai jo ki hindi me hai or bich-bich me mai
English word ka v use karunga jisse aapka english improve hoga. to dosto mai is blog me IT problems ka jankari dunga jisse aap asani se samajh kar apna solution khud kr sakte hai......or agar koi padesani hai to mai apke madad ke liye taiyar baitha hu aap comment box me apna problem ko likh kar aap apna solutions pa skte hai.....is blog me mai apne naye kalakaro se v ye kahna chahta hu ki jo kalakar modelling,acting,singing,danceing etc. me  famous hone ki chahat rakhte hai to wo ek
achhe or famous kalakar ban sakte hai.......jiska tips mai isi blog me lane ja rha hu......